Education System In India | The NN Blogs |
|
The education system in India!!!
Education System In India | The NN Blogs |
|
Aap jankar hairaan reh jaayege aaj ke zamane me MBA kiya hua insaan bhi berojgaar phir raha hai..Aaj school,colleges me joh padhaya ja raha hai sab 100 saal purana hai or kuch joh humare kaam ki hai voh sab therotically hi padhai ja rahi hai..agar bacche cheezo ka ratta maarte rahege toh use implement karna kabhi nahi sikh paayege. Mujhe aisa lagta hai ki jitni jyada se jyada pratical knowledge baccho ki di jaayegi utna hi voh aage badhege or desh ka vikas hoga..
Aaj ke zamane sab bacche padhai par dhyaan nahi de rahe hai or joh baccha padhai par dhyaan de raha hai voh bas marks ke liye padhai kar raha hai na ki knowledge gain karne ki dhrushti se Agar aisa hi chalta raha toh india ka aage badhna impossible hai india bas ek "विकसनशील " desh ban kar hi reh jaayega or viksit desh nahi ban paayega...

Education System In
India | The NN Blogs |
|
Agar hum chahte hai ki humara desh bhi dusro ki taraf viksit desh ban jaaye humara desh bhi bohot aage badhe toh hume padhai toh karni hi hai par padhai ko ratna nahi hai sirf ketaabi keeda bankar nahi rehna hai hume ketaabi keeda toh banna hai par sirf or sirf knowledge gain karne wala humesha kuch na kuch sikhne wala tabhi humare desh ki pragati ho sakti hai..Think about it!
is vishay par aapke kya vichaar hai comment kar kar zarur batayein..
aapka bahumulya samay dene ke liye dhanyawaad!!!
Thank You!
Keep Loving, Keep Sharing! <3
JAi Hind, JAi Bharat!
Written By - job alert72
1 Comments
Good job
ReplyDelete