|
Jeff Bezos | The NN Blogs |
Jeff
Bezos | The NN Blogs |
|
Aap sab yeh jaankar hairaan hoge ki aaj ki अधिकतम duniya ki number 1 companiya apne ghar ke garaj se shuru huyi hai jisme Google,Microsoft jaisi companiya samahit hai.Vaise hi jeff bezos ne bhi apni amazon comapany ki shuruvaat apne ghar ke garaj se apni patni or 2 employees ke saath ki thi.Inka kehna tha ki "yadi aap ziddi nahi hai toh aap prayogo ko karte karte jaldi thak jaayege".Inhi शब्दों par kayam rehkar hi Jeff Bezos aaj duniya ke sabse amir aadmi ban chuke hai unhone kayi saalo se amiri ki list me number 1 ki list me rehne wale Bill Gates ko bhi pachad diya.
Unhone aaj se karib 25 saal pehle is amazon online e-commerce company ki shuruvaat ki thi.aapke yeh jaankar hosh ud jaayege ki unko janm dene waali unki maa jaqueline 17 saal ki ek nabalik ladki thi..Or jab jeff 3 saal ke the tab unke pita unko or unki maa ko besahara chhodkar chale gaye the.Unke pita ke chhod kar jaane ke baad unki maa ne dusri shaadi ki tab se jeff apna sirname bezos likhne lage.
|
Jeff Bezos ka bachpan se electronic gadegts me bohot interest tha.Bachpan me unke sautele bhai unke kamre me bina puche na ghuse isiliye unhone ek electric alarm banaya tha jisse unke kamre me koi jaane ki koshish kare toh alarm ke zariye unhe pata chal jaya karta tha.Jab Jeff fourth-class me the tab pehli baar unke school me main frame computer aaya tha teachers ko bhi computer chalana nahi aata tha tab jeff ne apne dosto ke saath manual padhkar computer chalana sikha.Unke isi talent ki wajah se university of florida se unhe silver-night ka award or national merit scholarship mili.
Unhone prinston university se bachelor of science or computer science me engeneering ki.College se graduate hone ke baad 1986 me wall street new york me unhe computer science ki field me Banking me Vice president ki naukri mil gayi voh bhi bohot kam umra me.
Unhone prinston university se bachelor of science or computer science me engeneering ki.College se graduate hone ke baad 1986 me wall street new york me unhe computer science ki field me Banking me Vice president ki naukri mil gayi voh bhi bohot kam umra me.
Jeff Bezos | The NN Blogs |
|
Jeff ko kitabo se bohot lagao tha or voh humesha kuch na kuch padhte rehte the april 1986 me ekbaar net surfing ke dauran unhe pata chala web user ki sankhyaa har saal 2300% badh rahi hai palak jhapkte hi unke man me idea aaya ki kyun na online bussiness kiya jaaye apne idea ko sakaar karne ke liye unhone acchi khaasi naukri chhod di jab unki shaadi huyi thi tab..Or unhone ghar se online book selling ka business start kiya or dekhte hi dekhte unki company bohot profits or teji se grow hone lagi or aaj unki company duniya ki number 1 e-commerce comapany hi..
Jeff bezos ki anmol quotes jisse unhe aaj yeh shikhar praapt hua...
- A brand for a company is like a reputation for a person. You earn reputation by trying to do hard things well.
- If you do build a great experience,customers tell each other about that.Word of mouth is very powerful.
- There are two kinds of companies,those that work to try to change more and those that work to charge less.We will be the second.
- We expect all our businesses to have a positive impact on our top and bottom lines. Profitability is very important to us or we wouldn't be in this business.
Thank You!
Keep Sharing, Keep Loving! <3
JAi Hind, JAi Bharat!
Written By - job alert72
Written By - job alert72
0 Comments