Series Of Knowledge | Part 16 | The NN
Blogs |
|
Chaliye “Series Of Knowledge – Part 16” shuru karte hai or jaante hai 5 kuch aisi cheeze jisse
humari thodi si knowledge badhegi. Shuru karne se pehle agar aapne “Series Of
Knowledge” Ke aapne koi bhi part ko padhna miss kar diya hai toh is blog post ke
end me aapko sab “Series Of Knowledge” ke parts ki links mil jaayegi click
karke zarur dekhe,padhe or khudki knowledge badhaiye or apne saath saath dusro
ko bhi share karke dusro ki bhi thodi si knowledge badhaiye!!!
Toh chaliye “Series Of Knowledge – Part 16” shuru karte hai!!
1. Who Discovered the QR
Code?
Series Of Knowledge
| Part 16 | The NN Blogs |
|
Kya aap jaante hai QR Code jiska aaj ke zamane me bohot use hota hai jaise ki aap apne Paytm se payment karte hai kisi dukaan me jaakar toh Pehle us dukaan ke Paytm ke QR Code ko scan karna padta hai. Vaise hi bohot saare use hai QR code ke. Par kya aap jaante hai QR code ko kisne or kab discovered kiya tha? Nahi, Toh chaliye jaante hai. QR Code ko 1994 me Denso Wave ne joh ki Toyota ki subsidiary hai unhone banaya tha.
OR ek
baat bohot se log QR code ka full form hi nahi jaante toh mai un logo ko bata
du ki QR code ka full form Quick Response hota hai.
2. Who Discovered Fan?
Who
Discovered Fan?
|
Kya aap jaante hai Fans jiska use hum hava lene, garmi se dur rehne ke liye karte hai or jiska use bohot jyada hai, agar fans nahi rahege toh itni garmi me kaisa haal hoga voh aap jaante hi hai. Toh kya aap jaante hai Fans ko kisne or kab discovered kiya tha? Nahi, Toh chaliye jaante hai. Fans ko Schuyler Skaats Wheeler ne 1882 me sabse pehle banaya tha. Yehi voh insaan the jinhone fans ko duniya me sabse pehle laya.
3. Who Invented The First Rocket?
Who Invented The First
Rocket?
|
Kya aap jaante hai duniya me joh sabse pehla rocket banaya gaya tha voh kisne or kab banaya tha? Nahi, Toh chaliye jaante hai. Duniya me joh sabse pehla rocket banaya gaya tha voh Robert Goddard ne 1926 me banaya tha. Inhone joh rocket banaya tha voh duniya ka sabse pehla Liquid-Fueled Rocket tha.
4. Who Invented The First Helicopter?
Who Invented The
First Helicopter?
|
Kya aap jaante hai duniya me sabse pehle Helicopter kisne or kab banaya tha? Nahi, Toh chaliye jaante hai. Duniya me sabse pehla joh Helicopter banaya gaya tha voh VS-300 tha jise Igor Sikorsky ne banaya tha,design kiya tha.
5. What Is The Full Form Of WiFi?
What Is The Full Form Of
WiFi?
|
WiFi kya hai iska kya use hai yeh toh sabhi log jaante hi hai. Lekin Bohot se logo ke man me yeh sawaal rehta hai ki WiFi ka full form kya hota hai. Bohot se log jaanna chahte hai ki WiFi ka real Full Form kya hota hai. Toh chaliye jaante hai. WiFi ka Full Form Wireless Fidelity Hota Hai.
Umeed hai ki
aapko yeh blog post accha laga hoga. Aapko yeh blog post kaisa laga mujhe
comment karke zarur bataiye or aapko kis topic par blog post chahiye yeh bhi
comment karke zarur bataiye. Aapko jis bhi topic par blog post chahiye aap bas
comment kar dijiye mujhe accha laga topic toh mai uspe blog post banauga or
aapka naam or aapke comment ki Screenshot nikaalkar bhi apne blog post me
daaluga. Toh comment karke topic batana bilkul na bhule!
OR sabse zaruri cheez
is blog post ko aapse jitna jyada ho sake utna jyada share kariye or logo ko
aapke share ke zariye thodi si knowledge provide karaiye!!!
Niche diye gaye links ko bhi zarur dekhiye or share kariye!!!
Series Of Knowledge
Series Of Knowledge | Part 9 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 10 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 11 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 12 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 13 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 14 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 15 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 10 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 11 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 12 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 13 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 14 | The NN Blogs |
Series Of Knowledge | Part 15 | The NN Blogs |
Thank You!
Keep Loving,
Keep Sharing! <3
JAi Hind,
JAi Bharat!
Written By –
The Naresh Nandanwar
0 Comments