ios vs android | The NN
Blogs |
|
Bohot se log "ios vs android" yeh
search karte rehte hai. Aaj mai aapko isi "ios vs android" ke full
comparison karke bataunga "ios vs android" me se konsa jyada accha
hai or kya hume lena chahiye. Toh chaliye shuru karte hai.
ios vs android
|
Aaj ke zamane me IOS
OR ANDROID yeh
do hi operating system ke phones aate hai.Baaki bhi OS ke phones aate the par
voh sab nahi chalne ke karan unka aana band ho gaya hai or ab bas do hi OS hai
smartphones ke or voh IOS or ANDROID hai.
Apple ke or Android ke
dono ke phones bohot acche hote hai.Agar hum baat kare android ki toh 100
percent me se aaj ke zamane me 65% Android users hai.Isse yeh pata chalta hai
ki Android ki demand bohot jyada hai Lekin Iska Matlab yeh Nahi ki Apple ki
demand kam hai ya Apple ko log lena pasand nahi
karte. Agar hum android or apple me se ek ko chunne ko bolege toh 90% yehi
sambhavna hai ki 90% log apple ko hi chunege.
Kyuki apple android se lakh gunah stylish or kabhi hang na maarnewala, Best Megapixel (Camera) baaki bohot si cheeze hai jisse apple android se bohot jyada accha hai lekin ha android bhi kam nahi hai apple ke smartphones bohot acche hote hai par voh bohot costly hone ke karan apple ke smartphones sab log nahi le paate isi karan android users ki maatra apple use karnewalo se bohot jyada hai. Chaliye apple or android ke bich difference dekhte hai jisse aapko smartphone lene me bohot aasani ho jaayegi.
Kyuki apple android se lakh gunah stylish or kabhi hang na maarnewala, Best Megapixel (Camera) baaki bohot si cheeze hai jisse apple android se bohot jyada accha hai lekin ha android bhi kam nahi hai apple ke smartphones bohot acche hote hai par voh bohot costly hone ke karan apple ke smartphones sab log nahi le paate isi karan android users ki maatra apple use karnewalo se bohot jyada hai. Chaliye apple or android ke bich difference dekhte hai jisse aapko smartphone lene me bohot aasani ho jaayegi.
ios vs
android -
Sabse
pehla or Sabse bada difference yeh hai ki aap agar android phones lena chahoge
toh voh aapko 3 hazaar ke bhi mil jaayege or 70-80 hazaar ke bhi mil jaayge
lekin hum agar Iphones ki baat karege toh voh bohot costly hote hai or unki starting hi
hazaro se chaalu hoti hai or laakh tak khatam hoti hai.
Dusra difference yeh hai ki android or iphones me se hang hone ki baath kare toh android phones jyada hang hote hai aisa nahi hai ki Iphones bilkul bhi hang nahi hote Iphones bhi hang hote hai par bohot kam joh ki Naa ke barabar hai. Android or Iphones me se sabse smooth Obviosuly Iphones hi chalte hai.
Phones crash hone ki bhi baat
kare toh voh jyada tar android me hi hoti hai Iphones me aisa bohot kam hi hota
hai.
Secure hone ki baat kare toh
usme bhi android se jyada Iphones secure hai kyuki aap jaante hoge ki android
ke apps play store me publish hote hai Pornography jaise apps bhi playstore me
aapko aasani se mil jaate hai kyuki google itna jyada dhyaan nahi deta hai or
android developers ki baat kare toh voh koi bhi ban sakta hai kyuki Android
Studio jaise bohot se software free hai android apps banane ke liye jisse
laakho apps har roj google store par publish hoti hai.
OR yeh aap jaankar
hairaan ho jaayege ki jyada tar apps gandi hoti hai jaise pornography,etc. Isse
Viruses,Malware voh bhi bohot badh jaate hai unki maatra bhi bohot hai.Jabki
Iphones ke apps banana itna aasan nahi hai or apple bohot jyada secure hai
kyuki apple company bohot baariki se har cheez ko check karta hai Google ke bazay..
ios Vs
Android | The NN Blogs |
|
Or Ek dark secret yeh hai ho sakta hai mai galat hu par mujhe aisa lagta hai ki aapne dekha hoga jab bhi koi company apna naya phone launch karti hai tab apne company ke sabhi phones me updates bhejti hai jisse ki phones jyadatar slow ho jata hai toh mujhe aisa lagta hai ki voh updates isiliye bhejti hai ki phones slow ho jaaye or unhi ke company ke naye handset jyada bik jaaye aisa mujhe lagta hai..Aisa Androids me jyada tar hota hai.Iphones me kam hi hota hai.
Aise hi bohot saare difference hai..
Mai Phir
se keh raha hu dono hi Android or Iphones dono hi bohot acche hai depend aap pe
karta hai aap konsa phone lena chahte hai.
Thank You!
Keep Loving, Keep Sharing! <3
JAi Hind, JAi Bharat!
Written By - job alert72
0 Comments